Title
Bridge rectifier banane ka tarika | 6283 bridge rectifier connection | i n 4007 diode
about
Hi doston khempur repair channel Mein aapka Swagat hai doston aaj ki video mein Humne aapko bridge rectifier banane ka Aasan Tarika bataya hai aaj Jo bridge rectifier Banaya Hai vah Banaya Hai 1mpr ka aur is bridge rectifier se aap 6283 emplifier ko Chala sakte hain aur aap is bridge rectifier per 1mpr se lekar 3mpr Tak ka koi sa bhi Transformer Laga sakte hain yah bridge rectifier ekadam badhiya tarike se work karta hai to aap is video Ko Dekhkar apne liye ek Achcha aur badhiya bridge rectifier bana sakte hain doston Ek Baat Main aapko Bata Dun bridge rectifier aap Jab Bhi banae to Dhyan rakhen ki usmein aapko capacitor Jarur lagana hai agar aap bridge rectifier Mein capacitor Nahin lagaenge to Fir aapka amplifier Humming Karega usmein sound clear Nahin Aaegi Chahe aapka koi sa bhi amplifier Ho usmein capacitor Lagana jaruri hai is video ko aap Dekhen video Pasand Aaye To video ko like Karen share Karen aur comment Karke bataen aapko video kaisa laga thank u
Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/
playlist
Transformer repair https://dailymotion.com/playlist/x814j1
#khempurrepair #in4007
#diode #bridgerectifier